16. If a child has a bad dream and wants to relate it, then is it permissible to listen to it?

Question-and-answer session, 22 June 1986

Automatic transcript of the audio recording, checked against the recording and corrected with AI. Please check the wording in the recording.

Question: If a child has a bad dream and wants to relate it, then is it permissible to listen to it?

Acha doosra yeh ke bachon ko darawne khwab aate hain aksar aur woh subha uth ke batana chahte hain ammi abba ko. Aap darawni wali kahaniyan to nahi sunati unko? Nahi, koi zyada to nahi. Mera khayal hai. Woh khud parhte rehte hain aaj kal kitabein. Bas to yehi baat hai. Jin ke bachon ko maayein darawni kahaniya batayengi ya darawni kahaniya parhayengi, unko darawne khwab hi aani hai na. To Huzoor unse khwab sun lene chahiye ya unko mana karna chahiye ke na batao? Unse khwab sunengi to aapko bhi darawne khwab aane lagenge. Take it lightly, tell them it's all just nightmare. Aur doosre khana improve karein apna, us mein agar woh aisi hawa paida karne wali cheezein hon to woh band karein, us se bhi nightmares zyada hoti hain.

Ji. To sunne mein koi haraj nahi? Sunne mein koi haraj nahi.

10 of 10 left today